
Humko to pine ka bahana chahiye,kabhi khusi to kabhi gam ka, bahana chahiye............................
kam padgai to chillana chahiye,jaise pyasa ho aur pyas bujhna chahiye,ye koun si pyas aur kaisi pyas..........................
najar ke samne bas har botal,bhara dikhna chahiye,khusi ho ya gam bas hume to,pine ka koi bahana chahiye..................
