Ye hai mere Pyar ki kahani, Ab bayaan ho rahi hai Ashqo ki Zubani.
Ab unke Bagair badal gayi hai meri Zindagani, Ab unke Tohfe k Taur par mere paas reh gayi hai unki Nishaani..........
aap un khushnaseebon me se ek hain jinhe
kum se kum ik nishanee hi sahi hasil to hai
hamari dekho hum woh badnaseeb hain jinhe
na to yaar mila na hi yaar ki nishanee mili
Aapke intzaar me beithe hai,
kahi intzaar ki hamare inteha na ho jaye,
na ho jayen patthar ye aankhe aap k intzaar me,
kanhi jaan ye hamari fanaa na ho jaye..........