Quote:
Originally Posted by Naaz_e_Dil
Chandra ji kya kahe aapko Taarif k liye Alfaaz nahi hai......
|
ek to hamara andaz kuchh shayarana hai,
us par ye bedard zamanna hai,
duniya se apne ranj-o- gam bantte hain,
varna shayari to sirf ek bahana hai,
kuchh zyada hi taarif kar di aapne , taarif k liye bahut bahut shukriya.