hamne bhi to kisi ko dil me basaa rakha tha,
yaar ki yaadon ka bichhauna bichha rakha tha
ab kaante usme nikal aaye hain to kya keeje
marham to hamne bhi jakhmo pe laga rakha tha
ulfat me agar tumhari dum hoga to dekhna ek din
yaadon ke samandar se nikal saamne woh ayega
lagayega marham fir khud hi jakhmo pe aapke
bewafaayee ka chhod daaman wafa fir nibhayega
(now cheer up a little in d light of hopes

)