Quote:
Originally Posted by shab-e-gham
dilwalo kya dekhte ho manzar mere deewaanepan ka,
unki yaado me ab tak madhosh hua baitha hu,
kaise jeeta hu zehar judaai ka pee k,
ye jaa k kisi har din marne wale se poocho...........
|
aapke intzaar me beithe hai,
kanhi intzaar ki hamare inteha na ho jaye,
na ho jayen patthar ye aankhe aap k intzaar me,
kanhi jaan ye hamari fana na ho jaye..........
