Kasak aur ehsaas
Kaash zindagii main kuchh aisaa muqaaam hotaaaa, merey naam kay saath teraaa naam hotaaa,
Ruswaaaayii kaaaa kaheen kaam naa hota, taabb haathon main yeh jaaam naa hotaaaaa.
Tuu khwaab hai yaaa hai merey jeenay kee wajaaah yeh sochtaa hoon main
Jitna tujjhsay door jaata hoon utna hee kareeb kuhdd koo paata hooon main.
Nazar say milti hain nazar teri tasveer kay samunder main uttar jaata hun main
Aab bhee neend main terey aaney kay ehsaas say chaunkk kay sehar jataa hoon main
|