Aaj mujhe tum aaye yaad
Aaj mujhe tum aaye yaad,
lekin aaye barson ke baad,
ho gaya taaza wo afsana,
aapka har baat pe muskana,
mera tumhe dekhkar sharmana,
sapna tha hakikat ne kiya barbad,
aaj mujhe tum.............................
mile the achanak anjanon ki taraha,
apna banaya pyaar bhi jataya,
bhool gaye fir begano ki taraha,
hamne bhi tumhe kar diya aazad,
aaj mujhe tum..............................
kyon nahi kismat ko hua majur,
kar diya jisne tumhe hamse door,
yaado ka tumhari saya hai har taraf,
hotho par aaj aa gayee fariyaad,
aaj mujhe tum..............................................: (
__________________
CHANDRA
|