Sifarish
Sifarish tu kar khuda se tughe kya mera gam nai hota
Dekh ke kya meri halat tughe ranj nai hota
Teri aankhon me mere aansuon ka kya gam nai hota
Gunaah karte karte thak chuki hun
Jirah karte karte mar chuki hun
Tughe kya kahin jakhm nai hota
Badi bewafa maut thi teri
Par meri sifarish na karke kya tu bhi
Bewafa nai hota ........
|