"Usay Keh Do"
Usay Keh Do Hazaroon Pal Tumhare Bin Na Pocho Kaisay Katay Hain Kabhi Yaadain Rulati Hain Kabhi Musam Satatey Hain Usay Keh Do Hum Aey Hain Humain Mauoos Na Kerna Humara Mann Rakh Layna Humain Wapis Nahi Jaana Humain Dil Main Basa Layna Humain Apna Bana Layna Bohot Tardpay Howay Dil Say Bohot Rootha Nahi Kertay Mohabbat To Ibadat Hai Isay Ruswa Nahi Kertay Yaar Aaisa Nahi Kertay .........
|