Lafzu Ki Justuju Main Sab Kuch Ganwa Dia Wo Chal Diye Or Main Tarz-e-Ada Dhundta Raha Us Ko Kisi Nay Rab Se Lia Mang Aur Main Sajday Main Gir Kay Harf-e-Dua Dhundta Raha
Adaab sohail ji
Bara hi bura hua aap ke saath.kuda pe bharosa rakhiye.ek na ek din sunega hi aapki dua.Aap ka likha parh kar mazza aa gya.keep it up.paul