dard dene wale buhat hai, lakin dard lene wala koi nahi
chahne wale buhat hai, lakin chahat main marne wale koi nahi
yun to hai buhat pyar karne wale lakin, hum jaisa pyar karne wala koi nahi
Mahkhane mein jaam tut jata hai,
Aur ishq mein dil tut jata hai,
Na jane kya rishta hai in dono mein,
Jaam tute toh ishq yaad aata hai,
Aur dil tute toh jaam yaad aata hai