Quote:
Originally Posted by Namratha
na hum rahenge
na yeh fasana rahega
na yaad dilaane ko yeh zamana rahega
tum yaad toh karo ge hum ko bohut
par pass bulaane ka bahana na rahega..
|
Bahana hota nahi khud banana partah hai
hameh na chateh hui unse dhoor rehna parta hai
Agar kismat mai tha milna tho paas bulane ki zarurut nahi hoti thi
zindagi mai likdiya gham,warna hameh dil ku rulane ki chahat nahi hoti thi