Hammari Maut
jis ku jaan se zadaa chaaha ussey apna na kehsaka
aap hameh na mileh shayed kismat ka tha faisla
na tab thi na ab hai aap ku fiqr haamaari
bhoj bangayi zindagi aur yeh duniya saari
shayed hamari maut pe aap dho aansu rohdeh
phir ek din ki baad has ki aap hameh hi bhuladeh
|