Quote:
Originally Posted by saif786
Kisi ku khush Karkeh useh apna na banasakaa
Phir bhi khabon ku haqeeqat se juda na honeh diya
Hum tho intezaar karingai marteh dam takh
Unhi ku khush rakingai aakri waqt takh
|
Intezaar karlu, woh kabhi hoga nahi mera
Nigaahein dhoondeh sirf unkah hi chera
unkoh kush rakna chahat hai merii
aap nahi mileh kismat hai Roothii
Mohabat mat karu, duniya hai jhoothi