Which Of These shears is the best?
Khuda Jaane
Kash Judaai ka asaar humpe na hota
Baar baar hamara dil yu na rotaa
Ab gham tho milgaya jeena tho parega
khuda jaane dil, yeh dard kaisai sahega
Bewafaai Kargaye
Jho vadaa kiya tha woh nibhana bhulgaye
Hamari wafaa pe bewafaai kargaye
kash woh hameh yuna sutatay
jho wada kiya woh nibha paatay
dard bareh lamhe
Maine kaha tha jho waqt hai usse jeelay
maine kaha tha has has ki kushi ki aason peelay
aaj nahi tho kal judaai tho dekni hai Hamhe
Bahut dard bareh hai yeh judaai ki Lamhe
rab jaane has ne ka mauka mille ya nahi
Kismat mai agar yahi likah tho yahi sahi
Kuch Nahi Badla
Aaj bhi tera intezaar hai mujhko sanaam
Kuch badla nahi aaj bhi tadap te hai hum
Yeh mat sonchiye ki mith gaye har gham
bas gham chupana sikh gaye hai hum
Rulaa Deti Hai
zindagi khataam pe hai leikin teri yaad jaati nahi hai
mohabaat ki thi humneh wohi galti nazaar aati hai
dil ka dard tera chera yaad dila de thi hai
hum ek ho na sakeh yehi baat hamesha rulaa de thi hai
Bhula Na Paye Tumku
Tadap rahe teri ek nazaar ki waastaay
Juda hogaye terai merai raaastaay
INtezaar karke tak gaye hum
Phir bhi bulha na payae tum ku sanaam
|