Quote:
Originally Posted by saif786
Kash Judaai ka asaar humpe na hota
Baar baar hamara dil yu na rotaa
Ab gham tho milgaya jeena tho parega
khuda jaane dil, yeh dard kaisai sahega
|
kya hua agar dil toota hai,
kya hua naseeba rootha hai,
nadan yahi to hota hai,
to fir kahe ko rota hai,
ye soch tasalli kar le too,
bedard zamana jootha hai...........