mohabbat ki hai,to kya khata kardi hamne,
hame bhi haq hai zinda rahne ka,
vo pyar nahi karte hamse to kya hua,
unhe bhi haq hai dillagi karne ka,
unki dillagi se he zindgi kaat lenge,
kya karna hai ab mohabbat ka,
pyar hamne kia hai,unhone to nahi,
fir taklif me meri kya kasur hai unka..
