dosh unka nahi kasoor hamse hi ho gaya,
jaga hua hamara naseeb so gaya,
unko to hamse beinteha pyaar tha ,
ham hi unke pyaar k kabil na ban paye.............
kash kisi ke dukh ko hum apna kah paate
kash kisi ko hum bhi apne dil me bitha paate
kash apno ki basti ka pataa mil jata agar
kash gairon se hum bhi daaman chhuda paate