Kisi k pass waqt hi nahi koi waqt se pareshan,
Kabhi waqt bewafa kabhi waqt se heran,
Yaar dost rishte sab to mile hame magar ,
Kambakht waqt hi hai jo na hua hampe meherbaan…….
waqt ne kab kisi ko waqt diya samhalane ka
girkar waqt rahte samhal jaye, waqt usika hai
waqt ke meharban hone ka intezaar na karo
waqt ki bawafayee pe jo muskuraye, waqt usika hai