thaki thaki si aankhe hain bujhi bujhi si dhadkan,
tumko dekh loo ik nazar to aankho me chamak aaye,
bin tumhare to jaise thamti si jaa rahi hain,
tum aajao to in dhadkano ko bhi jindagi mil jaye.....
Aaina bhi unkahusn bayan karta hai..
unse door hain hum ye kaha karta hai..
sochta hain k tum aaoge khwabo mein.
isliye ye nalayak neendo mein reha karta hai...