saari raat aanko hi aankho me bita de,
aapke intezar me palke bicha de,
ab berukhi na dikhaaiye aap kyuki,
ab to bas jaan hi baaki hai kahi wo bhi na hum luta de
agar so jate to intzar ki ghadiya to kam ho jati,
sapno me hi sahi mulakat to ho jati,
isi liye kehte hain miya so jaya kijiye,
or sapno me hamse ji bhar k mulakat kijiye...........
mohtarma jo nasha aapke pyaar me hai wahi aapke intezaar me bhi hai.....
so to jaate hum par fir bhi aapse mil nahi pate ,
ab kya kare jo hame sapne hi nahi aate,
sapne to bas adhoori ikshao ki parchaayi hai,
par ab to ikshaaye bhi na rahi jab se pehlu me aap aayi hai........