hum nahi maante ye aapki daga hai,
ye to bas kismat ka khel aur ishk ki saza hai,
khud ko kabhi bewafa ka naam na dena aap,
ye hamare huzoor k huzoor me ki gayi khata hai........
mohtarma galti aapki nahi hai aur shaayad na meri hai....ye to bas kismat ka khel hai......
