Quote:
Originally Posted by chandra
ho sake to maaf kar dijiye hamari khata,
apke dukh k dar se na sake ye sachhai bata,
chah kar bhi dukh apka ham baant sakte nahi,
gar majboor na hote to pyaar ka hak karte adaa........... 
|
har sacchai se parda to utha diya aapne,
mujhe wo raaz bhi ab bata diya aapne,
uspe aap kubool hai hame ye hamne jab kah diya,
to fir kaun sa gham karta hai pareshaan aa k saamne.............
