freind
dil jeet le wo zigar hum v rakhte hain
qatl kar de wo nazar hum v rakhte hai
sabse waada hai hamara muskurane ka
warna aankho me samandar hum v rakhte hai
Dil se dil badi mushkil se milta hai
tufan mein dost badi mushkil se milta hai
yu to milta hi hazaro is duniya mein
par ek sacha dost badi mushkil se milta hai.
Jab dosti ki dastan waqt sunayega
hum ko bhi ek dost yaad aayega
tab bhool jayenge zindgi ki gumonko
jab aapke saath gujara hua waqt yaad aayega.
|