Romantic sms
Hijaab ko Be Hijaab kar de
Naqab ko be naqab kar de
woh Qais ki tarha ulajh kar
Sehra ki wadiyoon main
main us janoon ki talaash main hoon
jo ChaaQ tera naQab kar de
ujaar de mere dil ki duniya
mera Sakoon Tabbah Kar de
Magar Meri Qasam Hay Tujh Ko
Meri Taraf ik NIGHA Kar De
bay hijjabi hay kia tamasha
mujhi main rah kar mujhi se parda
tabbah karna hay agar mujh ko
NAQAB uthaa our tabbah kar de