
Aks ko apne chupaate hain wo...zamaane mein pehchaan ho jaane do.....
Nafrath bhare is zamaane ko kya khadar...khud ko humaara Ahbaab ban jaane do...,Nafrath agar afshaan hain toh mohabbat afroz.....ki iski chamak mein zamaane koh jal jaane doh....parda rahe humpar yeh toh hum bhi chahate hain..mahobbat par se humaari to pardaa dhal jaane do..darna zamaane ki zulmat se taarruf ho jaane do,aao ab to mohabbat ho jaane do.....
