Shikva nahi khuda se koi,
bas shikayat hai to us yaar se,
kuch bhi na kaha,kuch bhi na suna,
nazro se kah gaya vo kuch pyaar se,
andaz-e-bayan is kadar tha unka,
ki soye nahi ham,na jane kitni raat se,
dua hai ab yahi,ki mil jaaye vo kahi,
aur ishq shuru ho kisi meethi takrar se....
