Thanks Jimmy
Waqt kaa yeh manzaar naa jaaney abb kahan ley jaayega,
Hum too yaheen hain aiy sanam parrr waqtt pal baa pal sarakta jaayega. zindagii too eik khwaab hai jabb tootegaa too GUMM hoo jaayangey hum

,
mautt kay aagoshh main jabb safarr thamm jaayegaa

,
uff yeh mohabbatoon kee sharaarat, pal main dostii yaa phir dushmaani,
bass waqt kay sabb khel hai sabb kuchh eik rozz guzar jaayega.
khayaal aayaa hai aajj kaandhey pay uss ajnabee koo dekhh jaateyyhueeey
eik kafaaan hai haqeeqat bass joo saaath merey jaayega.