Meri chahat par unhe aitbaar nahi hota,
koshish to bahut karte hai,par unhe hamse pyar nahi hota,
ek raat ka vasta de kar bulate hai vo hame chhat par,
par kaun samjhaye unhe ki mohabbat me is kadar imthan nahi hota....
Rukhsaati karr chaleey iss duniyaa say.. abb humsay pyaar nahee hotaa
Khwabon main yun rahtey hain bekhaabar abb khumaaar nahee hotaaa.
Beetay waqt kay rishtoon kee ghutaaan main naa rah sakey tum sanam.
Tumhey aazaad kartey hain hum pyaar pyaar hai humsay Vyaapaar nahe hota.