ab talak ham muntzir hain jinke,
unko hamara khayal tak na aaya,
unke pyaar me hamari jaan tak chali gayi,
aur unko hamari maut ka malal tak na aaya..............
Kuch ajeeb faaslo ka janam ho raha hai.........
Naseeb mera jaagkar bhi soo raha hai..........
Kaise keh du tuta dil dhadakta nahi..............
Jabki aaj dil ka har tukda ro raha hai..............