Sonu ka parikhshaa parinaam aa gaya thaa. Sonu ko Maths ke paper main zero milaa. Wo turaant hi result lekar maa ke paas pauhnchaa.
Maa: Sonu! Tumhe maths mein zero kyon milaa?
Sonu: Maa, teacher ke paas star khatm ho gaya to planet dena shuru kar diya.
|