Baankelaal nadi ke kinaare ghoom raha tha. Wo soch raha ha ki kya wo pagal hai?? Tabhi usse nadi ke kinaare ek mendhak dikhayi pada. Ussne mendhak se poochaa –“ Kya main paagal hoon?” Mendhak uski baat sunkar paani main kudd gaya. To Baankelaal bola –“ Issme atmyahatya karne ki kya baat thi !!”
|