Ek baar Baankelaal fhal khaane ke liye ped par chadha. Ped par pehle se baithe Sankulaal ne uss se puchha – Tum ped par kyon chadhe?
Baankelaal : Amrud khaane ke liye.
Sankulaal : Par ye to jaamun ka ped hai.
Baankelaal : Mujhe pata hai, main amrud saath mein laya hoon.
|