Ek baar Baankelaal apne bahot purane dost Shankulaal se mila.
Baankelaal : Maine to suna tha tum mar gaye.
Shankulaal : Lekin main to zinda hoon.
Baankelaal : Ho hi nahin sakta.
Shankulaal : Kyon?
Baankelaal : Kyonki jiss aadmi ne mujhe tumhare marne ki khabar di thi wo tumse adhik bharoshe layak hai.
|