Ek baar Baankelaal ne dekha ki kuch log sadak par daud rahe hain. Baankelaal ne paas khjade ek aadmi se poocha :- Ye sab kya kar rahe hain?
Ajnabee : Ye sab marathon race mein bhag le rahe hain.
Baankelaal : Iss se inhe kya milega ?
Ajnabee: Vijetaa ko inaam milega.
Baankelaal : Inaam to Vijetaa ko milega phir baaki sab kyon daud rahe hain.
|