Garmi ke din the Baankelaal ka gala sukh raha tha. Lekin Baankelaal bacteria se bahot darta tha.
Ek din usse kitchen mein dekhker uski patni boli : Kya kar rahe ho ?
Baankelaal : Dhanda paani peene ka mann kar raha hai. Isliye barf ke tukde ubaal raha hoon.
|