Quote:
Originally Posted by Namratha
Bagair kisi ko jane ikrar na ki jiye
u muskura kar dil ko bekarar na ki jiye
kabhi kabhi gulab bhi de jaati hain zakham
har gulab par aitbaar na ki jiye..
|
sab kuch karen magar pyar na ki jiye
kisi sang dil pe jaan nisaar na ki jiye
insaan hain hum ho jati qata ek aad baar
lekin ye qata aap baar baar na ki jiye