i miss you star
01)Aaj roshan hua har nazara,aur tum yaad aye,
raat jab barsaat hui to fir tum yaad aye,
boodein jab badan par padi to bhara jakham ubhar aya,
fir dil ko bewafa,aur mujhe tum yaad aye.......
02) mukaddar ka sikandar to ham kisi aur ke mukaddar ke the,
youn to baher se dikhta kaon hai,
magar ham to unhi ke andar ke the,
dil se nikala to ahesas hua unko,
ham bhi moti kisi samandar ke the.
Last edited by A_star58 : 09-28-2012 at 04:42 AM.
|