uski yaaden ab nahi rahi shaayad
dil pe haath rakhoge to ye jaan jaoge
is hakikat ko shaayad pehchaan jaoge
woh ab kahan rah gaya hai yaadon me
apne najdeeq kisi aur ko ghumta paoge
usko pehchaanane me der gar ab kar doge
usko bhi tanhaiyon me dhoondte nazar aaoge
baldev
|