khuda ka shukra hai ke aapko kisiki baaten meethi to lagi
warna ham to samajhe the ke kisi bewafaa ke pyar me
aapne saare jag ko hi bhula diya
aapne gar kabhi na muskurane ki kasam nahi khayee hai to,
bas ek baar muskura ke kah dena shukriya,
aji bas shukriya
baldev