prem deewani
khoney jigar say likhey alfaazoon kee koyii keemat nahee
iss jahaan main mohabbat bhee biktiiii hai.
jiss chahaat koo seenchaa thaaaa wafaaoon say
unn kaa yeh kehaanaaa hamari auqaat tujjh sangg ghat teee hai.
vaadey rishtey naaton main ullajh yun hee sulaagtey rahey hum.
aur unnkee yeh chahaaat yun heee katra katraa jaltey rahey hum.
|