Thread: Jaane Se Pehle
View Single Post
  #2  
Old 04-16-2008, 10:59 PM
angaaara angaaara is offline
Member
 
Join Date: Jul 2007
Location: U.S
Posts: 53
angaaara is on a distinguished road
Send a message via AIM to angaaara Send a message via Yahoo to angaaara
Default zindagi

Pighaltey huey waqt kee soorat mujjhey yun hee rulaati hai,
Naa jaaney kyun terii suraat rah rah kay ubbhar aati hai.
Hamey too shehar kee tanhaayinaan hee bhaaney lageen,
Hamarey khudd kay kissey yeh aksaar hamey sunaani lagiin.
Khudd kay haalat pay naajaaney kyun hansii aatii hai,
terii khushiyoon main hee hamey zindagii nazaar aatii hai.
Reply With Quote