Quote:
Originally Posted by Namratha
Mit gaye sare zakham
bus nisham baaki rahe gaya
saza puri ho gaye
karna gunaah baaki rahe gaya
|
Gar dhundhne nikloge to hazaar mil jayenge
gunaah kiye bina sazaa kaat te nazar aayenge
apne ko akela kyon samajhte ho is zameen par
sazaa paane walon me hum bhi nazar aayenge