Sauda wafa ka humne hai karliya
Hauwale tere apne saare armaan kardiya
Ho tujhe manjur to muddaton tak
Humein tumhe pyar hai karna
Haq agar jo tum humein chahne ka
Humein tumhein pyar hai karna
Mere pyar ko kabhi tu jhoota na kehna
Marr jaaonga tujhe apne pyar ka aetbaar karne ko
Tu phir bhi na maani to pyar ke liye hai na teri behna
Abhi se humein ye do bata agar bura laga ye mera kehna
Baad mein ho jayegi der, phir tu na pachtana
Humein galat na samajhna mere sanam
Ye sab to bas hai tere pyar ko paane ka bahana
©